Gulabo Sitabo Movie Review In Hindi
Gulabo Sitabo movie cast : Amitabh Bachchan,Aaushman Khurrana, Vijay Raj, Brijendra Kala, Shrishti Srivastava.
Director of Gulabo Sitabo movie : Shoojit Sarcar
Gulabo Sitabo Movie Rating : 2.5/5 🌟
Coronavirus ke chlte movie theaters khali pde hai or movie industry ka loss pe loss ho rha hai ashe mai movies ab OTT Plateforms like Prime videos, Hotstar, Netflix vgra pe release ho rhi hai. Haal he mai prime videos pe Gulabo Sitabo naam ki film bhi release hui hai, Jismai lead role mai humhe Amitabh Bachchan or Aaushman Khurrana ake sath screen pe dekhegye toh yha ake mtlb saaf hai ki acting humhe bhot kamal ki dekhne wali hai. Ab baat krte hai iss film ki story line ki.
Story line of Gulabo Sitabo Movie :
Toh story start hoti hai 2 characters se ake hai Mirza yani Amitabh Bachchan or dusra Baake yani Aaushman Khurrana, Dono ka rishta asha hai jaise Cat and mouse ka yani Makaan maalik or Kirayedaar ka. Toh Mirza ki ake bdi si havali hai jo bhot purani hai jismai bhot sare log rent pe rhte hai or baake bhi unmai se ake hai jo apni family ke sath wha bachpan se rhta hai. Mirza jb bhi kiraya maagte hai Baake kuch bhi bol ke nikl leta hai or kiraya ni deta. Ab Mirza uske ghar ki kuch bhi cheje chori kr leta hai jaise blub vgra. Toh story aagye bdti hai toh yha dekhai deti hai Mirza ki Begam jiska character play kiya hai Farrukh Jafar ne. Ab pt chlta hai ki ye haveli toh inki hai or ye Mirza se 17 saal bdi hai or Mirza bs chata hai jaldi se begam mar jaye or haveli uski hojaye but begam marne ka naam hi ni leti or khaani aagye chlti hai. Ab iss haveli ki nazar jati hai govt ke kuch logo pe jo isko pana chate hai or yha pe kisi minster ka ghar banana chate hai. Or dusri side mirza bs chata hai kisi trh se wo Baake ko haveli se nikl de but uska fir usko bhi kuch log mil jaate hai jo haveli kharidna chate hai wo bhi bhot hi km kimat pe jo Mirza ko bhot bdi lgti hai. Toh ashe puri story chlti hai iss film ki ab kya Begam haveli chod ke marr jayegi? Kya Mirza haveli bach payega ? Kya Baake ka kiraya maaf ho payega ? toh ashe kuch sawalo ke jawab lene ke leye aapko ye film dekhni pdegi.
Ab baat krte hai Movie ke plus points ki:
Toh movie mai humhe jitne character dekhte hai sb perfect hai, funny hai. Story bhi thek thek hai or bech bech mai kuch funny moments aapko dekhne ko mil sakte hai.
Ab baat krte hai negative points of Gulabo Sitabo:
Toh asha hai ki iss movie mai bhot sare negative points hai jaise movie aapko story slow hone ki vjh se bor kregi, sirf ake expression se aap puri movie dekh sakte hai or wo hai just normal face, kuch bhi asha ni milta ki jisko dekh ke hum ya toh emotional ho jaye ya pet pkd ke hasne lg jaye.
Toh at the end mai bs ye bolna chauga ki agar aap free ho krne ko kuch hai ni toh hi aap Gulabo Sitabo dekh sakte ho Prime videos pe.
So Thanks for reading this bolg agar aapko psnd aaya ye review toh Comment jrur kre.
No comments:
Post a Comment